1. |
||||
Jata tavi galaj jalah, pravah pavi tasthale, gale lavya lambiytan bhujang tung malikaam...
Damadh madh madh maninaad madh marvayam...Chakar chand tandavam, tano tunah shiva shivam...
Jata kata hasabramabrah, manni lymp nirjhari...vilolvichi vallari virajmaan murdhani...
Dagadh dagadh dagadh jwalah lat pat pawake...kishor Chandra shekhare, rati pratikshnam mama...
Dhara dharendra nandini, vilasbandhu bhandhura, sphuradiganth santati, pramodamaan maanse...
Krupakatatakshadhorini nirudha dhurdharapdi...kvachidigambre manoh, vinod metu vastuni...
Om namah shivay
Praful neel pankaj, prapanch kaali mprabhaa...vilambhi kanth kandali...
Ruchi prabandh kandaram, smarachidam, poorachidam, bhavachidam, makhachidam...
Gajah dandh kachidam, tamanta kachidam bhaje...
Akharva sarv mangla, kala kadambh manjhari, rasah pravah madhuri...
Vrijambhna madhuvratam, smrantakam purantakam, bhavantakam, makhantakam...
Gajantha kantakantakam, tamantkantakam bhaje...
Jata tavi galaj jalah, pravah pavi tasthale, gale lavya lambiytan bhujang tung malikaam...
Damadh madh madh maninaad madh marvayam...Chakar chand tandavam, tano tunah shiva shivam...
Jata kata hasabramabrah, manni lymp nirjhari...vilolvichi vallari virajmaan murdhani...
Dagadh dagadh dagadh jwalah lat pat pawake...kishor Chandra shekhare, rati pratikshnam mama...
Om namah shivay...
|
||||
2. |
||||
Hun kiski “Talaash” me... Hokar bhi gum hun kahin...
Duniya ki iss bheerd me...khud ko hi dhundu kahin...
Ghirne lagi hun main, apno se gairo me...
khone lagi hun main, anjaane chehro me...
apna kahaa jisne, usne hi loota hai...
rakha tha sheeshe sa, pathar se torda hai...
Maa banke bhi paalaa jise, girne lgaa to sambhala use...
Maa banke bhi paalaa jise, girne lgaa to sambhala use...
Ab usi se main darne lagi, jeene ki dua main karne lagi...
Andar hi andar mai marne lgi...
Ghirne lagi hun main, apno se gairo me...
khone lagi hun main, anjaane chehro me...
apna kahaa jisne, usne hi loota hai...
rakha tha sheeshe sa, pathar se torda hai...
Andheron me mai chalti rhi, kyu roshni bhi milti nhi...
Ankhon me sapne vo palte rhe, is bheed me vo jalte rhe...
Mujh ko dafan vo karte rhe...
Ghirne lagi hun main, apno se gairo me...
khone lagi hun main, anjaane chehro me...
apna kahaa jisne, usne hi loota hai...
rakha tha sheeshe sa, pathar se torda hai...
|
||||
3. |
||||
Tere har sawaal ka, mai hi jawab hun... Teri band ankhon se girta mai khwaab hun...
Main hun nahi yahan, tu dhundta rhaa, kabhi aks me mere, kabhi ho gya judaa...
Tere har sawaal ka main hi jawaab hun... Teri band ankho se girta mai khwaab hun...
Hoooo ooooo ooooo... Aaaaaaaaa aaaaaaaaaaaaaaaa...
Chhaon me kahin parchhaiyan teri... Mehsoos ho rhi gehraiyan teri...
Tere beete waqt ka main hi to aaj hun... Teri band sanson ki main hi awaaz hun...
Main hun nahi yahan, tu dhundta rhaa, kabhi aks me mere, kabhi ho gya judaa...
Tere har sawaal ka main hi jawaab hun...
Door bhi hun main, tere paas bhi kahin... Sun to le mujhe, koi saaz main nahin...
Tere dard se jurda, main hi ilaaj hun... Tere seene me chhipa , main hi to raaz hun...
Main hun nahi yahan, tu dhundta rhaa, kabhi aks me mere, kabhi ho gya judaa...
Tere har sawaal ka main hi jawaab hun...Teri band ankho se girta mai khwaab hun...
|
||||
4. |
Mrityoh
05:38
|
|||
Avantikayam vihitavataram, mukti pradhnay yach, sajnaanam
Akaal mrityoh, parirakshanatham, vande mahakaal, mahasuresham...
Om......
Mai tha yun jalaa, fir maut se mila...
Ro kyu hai rhaa, ab mera har gunah...
Mai tha yun jalaa, fir maut se mila...
Ro kyu hai rhaa, ab mera har gunah...
Gum ho gya in andheron me mai, doob gya jalti lehron me mai...
Ab in roohon me mai shamil hua, anjaani nagri me dakhil hua...
Har zindagi se mai khela, har kaam tha mera maila...
Shayad mere karam hain, jo bhi maine hai jhela...
Ae khuda tu bacha le, khud me mujhko mila le...
Ro pardi meri kismat fat parde dekh chhale...
Tujh pe hai khatam, ab mera rasta... Lga le tu gale, tujhe tera vasta...
Tujh pe hai khatam, ab mera rasta... Lga le tu gale, tujhe tera vasta...
Aaaaaaaa aaaaaaaaaaa... aaaaaaaaaaaaa... aaaaaaaaaaaaa
Om triyambhakam, yahja Mahe...sughandhim pushtivardhanam...
Urva rukmevbandanath...mrityoh moksheyo mamritaat...
|
||||
5. |
Aandhiyo Mein
04:39
|
|||
Andhiyon me kahin, jal rha hai jahan... Dekhegi ye zamin dekhega asmaan...
Jal rha hai jahan, nafraton ki aag me... Ae khuda tu bta kyu hai hmse khafaa...
Haal ye hain kahe, zulm kb tk sahe...khud se kyu hain dare, bejaan adhmare...
Jeene ki mit rahi, aas bhi hai yahan...zindagi ban rahi, lash c hai yahan...
Jal rha hai jahan, nafraton ki aag me... Ae khuda tu bta kyu hai hmse khafaa...
Be-asar har dua, jaane kya hai hua... khud ko kose yahan, din ye dhalta hua...
Asmaan bhi yahan, ab hai rone lgaa...kis ko kya hai pta, kya hai hone lgaa...
Jal rha hai jahan, nafraton ki aag me... Ae khuda tu bta kyu hai hmse khafaa...
|
||||
6. |
||||
Ye asman or ye zamin...na chordenge hum mar k bhi...
Jo tordenge ye sarhadein...na chordenge inko kabhi...
Is manzar me hum yun jiye...
Ansuon k samandar piye...
Dil me shikwe tardapte rhe...
Honth lekin hamesha siye...
Likhte hain is chithi me, rakt bahaa hai is mitti me...
Saans paayi humne takdeer se, fir kyun inse dare...
Ye zindagi chalti rahi...ye roshni milti rhi...
Is maut k , ik saaye me, ye zindagi chalti rhi...
Ye asman or ye zamin...na chordenge hum mar k bhi...
Jo tordenge ye sarhadein...na chordenge inko kabhi...
|
||||
7. |
Karma
03:53
|
|||
Kaisi hai ye sadi...kaisa ye gayaan hai...
Marta insaan ko, or pathar bhagwaan hai...
Karmanya vadhika rastey... Maa phaleshu kadah chanh...
Maa karmphal hetu bhurmate, sango satva karmani...
Karmanya vadhika rastey... Maa phaleshu kadah chanh...
Maa karmphal hetu bhurmate, sango satva karmani...
Karm apne tu khud hi bhogega, kar le tu khataa kon rokega
Karm apne tu khud hi bhogega, kar le tu khataa kon rokega
Haesiyat teri kuch bhi hai nahi, khud ko samjhe tu kya...
Karmanya vadhika rastey... Maa phaleshu kadah chanh...
Maa karmphal hetu bhurmate, sango satva karmani...
Paap karta hai, punya maange hai... Khud k andar tu, kyu na jhanke hai...
Paap karta hai, punya maange hai... Khud k andar tu, kyu na jhanke hai...
Saanse bhi teri gin rha hai vo, tu chupega kahan...
Karmanya vadhika rastey... Maa phaleshu kadah chanh...
Maa karmphal hetu bhurmate, sango satva karmani...
|
||||
8. |
||||
Jaane kon jagat se, bandhi hai apni dor...
mohe kheenche mora saiyaan, mai urd chalun, us or...
Mai urd chalun, us or...
Hoooo ooooo ooooooh...
Chhu loon tujhe ya pa loon tujhe ya, khud ko yahin mai chord dun...
Ya tujhse jurdi in lehron me, mai doob k tar jaun...
Bebasi hai gum zamin hai, hain parindey khoye...
Ho rhe hain manzilon se, jaane kyu rusva...
Kya khata hai, kya khala hai, kya gila hai, khud se
Ho rhe hain manzilon se, jaane kyu rusva...
Hoooo ooooo ooooooh...
Bikhra sa hai dhuan, dhundla hai asmaan…leh chale raste ab kahan...
Itni c iltejaa, poori ho ik dua...khud se hi hai khuda, kyu khafaa...
Gehri c dastan, karti hai jo bayaan...khud me uljhi hui ye hawaa...
Chhu loon tujhe ya pa loon tujhe ya, khud ko yahin mai chord dun...
Ya tujhse jurdi in lehron me, mai doob k tar jaun...
Bebasi hai gum zamin hai, hain parindey khoye...
Ho rhe hain manzilon se, jaane kyu rusva...
Kya khata hai, kya khala hai, kya gila hai, khud se...
Ho rhe hain manzilon se, jaane kyu rusva...
Hoooo ooooo ooooooh...
|
||||
9. |
||||
Prachand sa, akhand sa, pratyaksh bemisaal sa,
brahmand tuch, Samaksh Ravana... vishaal sa...
Prachand sa, akhand sa, pratyaksh bemisaal sa,
brahmand tuch, Samaksh Ravana... vishaal sa...
Dashananaa THE RAVANA... (x4)
Hisht sa, vo pusht sa... asoor utkrisht sa,
Rang sa, umang sa, har shakti k sang sa...
Hisht sa, vo pusht sa... asoor utkrisht sa,
Rang sa, umang sa, har shakti k sang sa...
Dashamukha BHAYANKAR RAVANA... (x4)
Chatur vidvaan chatvaraha, ved gyata...
Shakti shali shasak, swaran samrata...
Maha panditaay, balshali, asoora, bhayankaraa
Bhakti shiv Shankar...
Chatur vidvaan chatvaraha, ved gyata...
Shakti shali shasak, swaran samrata...
Maha panditaay, balshali, asoora, bhayankaraa
Bhakti shiv Shankar...
Dashamukha BHAYANKAR RAVANA... (x8)
|
Moksh HP, India
The 4 piece Band is known for its originality and Hard Rock Performances. The Perfect Combination of Heavy Rock & Vedic Metal with Feminine Voice.
Streaming and Download help
If you like Moksh, you may also like:
Bandcamp Daily your guide to the world of Bandcamp